Gulabi aankhen jo teri dekhi …this is a beutiful song originally sung by Mohamaad Rafi Ji…n then sung by  Atif Aslam

audio_icon

 

Gulabi Aankhein By Atif ASLAM mP3 DOWNLOAD

 

ATIF ASLAM: GULABI AANKHEIN, JO TERI DEKHI LYRICS

La la la la
La la la la la la la la la – 3
Gulaabi aankhen jo teri dekhi
Sharaabi yeh dil ho gaya
Sambhaalo mujhko o mere yaaron
Sambhalna mushkil ho gaya
Dil mein mere khwaab tere
Bas tere jaise ho deewaar pe
Tujhpe fida main kyoon hua
Aata hai gussa mujhe pyaar pe
Main lut gaya maanke dil ka kaha
Main kahin tha na raha

Kya kahoon main dilruba
Pura yeh jaadu teri aankhon ka
Yeh mera kaatil ho gaya
Gulaabi aankhen jo teri dekhi
Sharaabi yeh dil ho gaya
Maine sada chaaha yehi
Daaman bacha loon haseenon se main
Teri kasam khwaabon mein bhi
Bachta fida naazneenon se main
Tauba magar mil gayi tujhse nazar
Mil gaya dard-e-jigar

Sun zara o bekhabar
Zara sa haske jo dekha tune
Main tera bismil ho gaya
Gulaabi aankhen jo teri dekhi
Sharaabi yeh dil ho gaya
Sambhaalo mujhko o mere yaaron
Sambhalna mushkil ho gaya

Tagged with:

Filed under: Atif Aslam Songs

Like this post? Subscribe to my RSS feed and get loads more!